Sunday, September 7, 2008

Jab rat ko yad unki ati hai
sitaron me unki tasvir nazar ati hai
Khojti hai nigahe us pyare shaks ko
yaad mein jiski subah ho jati hai


Hum Nazrose Dur He Ankhose Nai,
Hum Khwabose Dur He Khayalose Nai,
Hum Dharkanse Dur He Dilse Nai,
Hum Apse To Dur He Par Apki Yadose Nai


Kissi Se Nahi Kaha Tere Fasanay Ko
Jane Kaisay Khaber Ho GaiZamane Ko
Gattar Band Ho Gye Sare ShaherKe
Kis Ne Khaha Tha Tumhien Nahane ko


Hume pyar nahi ishq nahi ibadatKi he
Rasmon se riwajo se bagawatKi he
Manga tha humne jise duwaon meUsi ne
mujhse juda honeKi chahat ki he



Dil se nikli dua hai hmari,
zindgi me mile apko khushiya sari,
gum na de khuda apko kbhi,
chahe to ek khushi kum karde humari



MaNa K Aaj HuM AkELE ReH GaYe.
JuDai K AaNsO AnKhO sE BeH GaYe.
RotE HuE Ko KaUn ChUp KarEgA.
Jo ChUp KaRtE ThAy Wo He AaJ RoNe kO KeH GaYe



Dosti Ki Galiyo Mei Koi Gam Na Ho
Hamari Ye Dosti Kabhi Kam NaHo
Bas Yahi Dua Hai K Tum Khush Raho
Kya Pta Ye Msg Karne Wala Kal Ho na Ho



Bharosa hai tum par apne se bhi jyada
par har us parchayi se darta hu
cheen na le koi tumhe mujse
bas har pal isi baat se darta hu.



Na kashti na kinara he koi,
Na manzil na jeene ka sahara he koi
Na aansu na khushi ka ishara he koi
Pr aap he to lagta he humara b he koi



Old Men-Ji Karta He Shadi Kar Lu
2nd Men-Kar Lo
Old Man-Kisi Vidva Se Kar Lu
2nd Man-Kunwari Se Kar Le Vidhva To Khud Ho Jayegi



Zindagi ki Raho Me Ishq Na Mile
Is Bedard Zamane Me Kuch Na Mile
Hum Gum Q kare Wo Humko Na Mile
Are Gum To Wo Kare Jinhe Hum Na Mile



Gamo K bina Zindagi Adhuri He
Ae Musafir Tera Jina Zaruri he
Mat Ho Apni Zindagi Se Khafa
Teri Zindagi K bina Ek Or Zindagi Adhuri He



Jiyo Itna Ki Marna Muskil Ho Jaye
Haso Itna Ki Rona Muskil Ho Jaye
Kisi Ko Chahna Acchi Baat He
Pr Chaho Itna Ki Bhulana Muskil Ho Jaye



Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha He
Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha He
Tumhari Chahate HumKo Nahi Hasil
To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha he

No comments: