Sunday, September 7, 2008

Dosti ke naye fasane ho gaye,
Naye mile to hum purane ho gaye,
Kal tak jo marte the hum par,
Aaj vo kisi aur ke diwane ho gaye



Kitabo me likha he phul todna mana he
Bago me likha he phultodna mana he
Par1chiz sabse zyada kimti hai DIL
Koi nai kehtak DIL todnamanaH



Nazre to mila sake
Par jubaan ko na hila sake
Lakh chupaya humne
Fir b usko bhula na sake



Insano k kandho p insan ja rhe the
Kafan me lipte kuch arman ja rhe the
Jinhe mili pyar me bewafai
Wafa ki taalash me kabristan ja rahe the



Aapki yado ka mahal banaya humne
Aarzu ka diya isme jalaya humne
Ae bhulneWale tujhe meri kasam
1 lamha to aisaBata jisme tujhe bhulayaHumne



Mere dil me pyar ki pyas rehne do
In nigaho me teri aas rehne do
Tumne sab kuch to mujhse chheen liya
1 yaad he use to paas rehne do



Aa dekh dilki nagri udas hue terebin
Bujhti nhi hai ankhoki pyas terebin
Zndgi me to ansu ka selab hai
karu kese khushion ki talash terebin



Suno..!!
Tume barsti huwi barishe
Bohat pasand he na
To
Aao dekho
Aaj mukabala he
Rim-jhim barasti barish ka
Mere aansu o se.



Sachi hai dosti aazma k dekho
Karke yakin mujpe kuch farma k dekho
Badalta nahi sona apna rang kabi
Chahe jitna marzi aag me jalAke dekho



Socha YaaD nA KarK tadpae UnKo
KisI oR k NaaM LeKaR jaLaE UnKo
PaR cHoT UnKo LaGi to DaRd HuMe HogA
aaP bAtAe KiS TaRaH SatyE UnKo



SaRi DuniA kI MusKan AapKe PaaS H
Ye zaMeeN oR aAsMaaN AapKe PaaS H
GaM nA KaRna kI AapKo YaaD NaHi KarTe
HaMarI tO JAAN hi Aap hai



RisHtO kI DoRi KamZor HoTi He
AanKHoN kI BaaTeI DiL KicHoR HoTi He
KhuDa Ne JaB b PucHa DosTi Ka MatLaB
HaMaRi UngLi AaPki TaRaF Hoti he



HuM wO NaHi Jo KaHaNi BaN JaTe HaI
KiSi kI Aankh Ka PaAni BaN JaTe HaI
HuM jaB zIndgI mE AaTe HaI tO
Us Ki ZinDgAnI BaN JaTe HaI



Arz kiya he...
Khushi wo cheej hai jis se gum bhulaya jata hai,
Aur gum wo cheej hai mere dost,
Jis se,
Kaagaz chipkaya jata hai.



MeriKisi khata p narazNa hona
ApniPyari c muskan kbhiNa khona
SukunMilta h aapkiHari sun kr
HasteRhna zindagi me kbhi udasNa hona



Zindagi gamo ka 1 parinda h
Khushiya aaj kal chuninda h
kbhi yaadKr liya kro is nachezKo DOSTO
Ye shaks bura hi shi magar abhi ZINDA he



Palak jhukr salam krte h
Is dil ki dua aap k naam krte h
KABUL ho to muskura dena
Aap ki ek muskurahat p jaan NISAR krte h



Hoga jo gum aap ko drd khi or hoga
Haso agar aap to kush koi or hoga
Socho jara us anjaan k bare me
Wo anjaan hamare siwa or kaun hoga



Hum Mohabbat Ki Numaish Nahi Karte.
Hum Lafzon Ki Paimaish Nahi Karte.
Jise Chahte Hai TootKe Chahte Hai.
Badle Me Chahat Ki Khwais nahi ka



Log kehte hai
Jeene ke liye
Dil
Or
Dil ke liye
Dhadkan jaruri hai
Par hum kehte hai
Hamare
jeene ke liye
aap
or
Aap ki dosti jaruri hai



Koi Pyar Kehta Hai Koi Mohabbat Kehta He
Kuch Log Bandagi Kehte He
Magar Jinke Saath Hum Dosti Karte He
Unhe Hum Apni Zindagi Kehte He



Jin Ankhon Me Unka PyarBasa
Tha
Aaj Unhi Ke Liye Baraste Dekha
He
Kabi Unke Sath Har Pal Guzara
Tha
Aaj Unke Liye Khud Ko Taraste
Dekha He



Zindgi se puchho ye kya chahti he
Bas ek usi ki wafaa chahti he
Kitni masum or nadaan he zindgi
Khud bewafa he or auro se wafaa chahti he


Hamare Anso Pooch Kr Wo Muskurate Hai
Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai
Hath Unka Chu Jye Hmare Chehre Ko
Isi Umeed Mn Hum Khud Ko Rulate Hai



Bhule na kabhi aisi koi yaad de do,
Bhule se hi sahi kabhi hume awaz de do,
Yaha mout ka kise gham hai,
Pal bhar ka tum agar saath de do



Thakur Ko Tumhari Maa Ne Rakhi Bandhi To Wo Tumhara Kaun hua?

Kuch Nhi....
kyun ki uske hath nhi the

No comments: