Sunday, September 7, 2008

duriya hi nazdik laati hai
duriya hi ek duje ki yaad dilati hai
dur hokar bhi koi kareeb hai kitna G
duriya hi is baat ka ehsas dilati he


Ye Arzu Nahi ki Kisi ko Bhulaye Hum
Na Tamanna ki kisi ko Rulaye Hum
Par Dua Hai us Rab se
Jisko Jitna yaad karte Hai
Usko utne yaad Aye Hum



Barso guzar gae rokar nhi dekha,
In akhon ko ansu se dhokr nhi dekha,
Wo kya jane PYAR kya chiz hai,
Jisne kabhi kisi ko khokar nhi dekha



Aapki khushi ki chah karte hai,
Bas itna sa gunah bar-bar krte hai,
Aaj fir intezar hai aap ka,
Dekhana hai kab aap yaad karte hai



Apni chahat ka kabhi izhar mat karna,
Zindgi me kabhi pay mat karna,
Humne b ki thi yahi galti,
Aur unhone kah diya mera inzar mat karna



Kagaz pe humne zindagi likh di
Ashkon se seench har khushi likh di
Dard jab humne ubhara lafzo pe
Logon ne kaha wah kya gazal likh di.



Bhulane Wale Se Koi Keh De Zara
Is Tarah Yad Aane Se Kya Fayda
Jab Mere DiL Ki Duniya Basani Hi Nhi
To Jhuthe Khwab Dikhane Se Kya Fayda



Tere pyar me umar bhar intezar kiya
Tere pyar me umar bhar intezar kiya
Or us intezar me na jane kitno se pyar kiya


1 khawab
1 khayal
1 haqiqat ho tum
Dosti me lgane wali
Zarurat ho tum
Jisko roz ek sms karna pade
Are yaar ajib musibat ho tum



Na lafzo ki kitabo me milege
Na ban k mahak gulabo meMilege
MilneK liye raat ko jara thik se sona
Aaj hum tumse khawbo me milege



Khayal aaya to
Aapka aaya
Aankhe band ki to
khawab aapka aaya
Socha yaad kr lu khuda ko
pal do pal
Hoth khole to
Naam aapka aaya


Kam ko kabhi kal par na talo


















Wo parso b ho sakta he

No comments: