Sunday, September 7, 2008

Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadeinWo juthi kasme,wo juthe waadeAb jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaarJab humne CHOD DI APNI SANSE



"Barson guzar gae rokar nhi dekha
In akhon ko ansu se dhokr nhi dekha
Wo kya jane PYAR kya chiz hai
Jisne kabhi kisi ko khokar nhi dekha



LOVE

L-Love with all the heart
O-Overcome probleams to gother
V-Value evrething you share
E-Encourage each other


Ae dastoor e mohabbat zara dekh to mera rona
Tha dil k jo kareeb tha usi ko humse dur hona
Jisko khone se darte the hum
Usi ko pada khona



Hr koi hr kisi ka yaar nhi hota
Hr dost wafadar nhi hota
Ye to dil milne ki baat he
Varna 7 fero me b pyar nhi hota



UlZi hE ZiNdAgI Is duniya k safar me
Luta Gya muze Shrifo k sahar me
Dusmno se kya kru shikayat
Tadpaya muze us Bewafa neJo basi he isDil me



JiyoItna ki marna muskil ho jye
Haso itna ki Rona muskil ho jye
Kisi ko chahna achi Baat he
Par chaho itna ki Bhulana muskil ho jye



Teri har baat yaad he hume
Tu bhi hume yaad rakhna
Vaade yaad rakhna ya na rakhna
Pr Dosti ka ye meetha safar yaad rakhna



Q basate he Log Kisi Ko dil me
Bewafai to zamane ki fitrat he
Kisi ko Mili Khushi Kisi ko mile Gum
Ye to apni apni kismat he


Udas Nazro me khwab milege
Khi kante Khi Gulab Milenge
Mere Dil Ki Kitab Padh K dekho
Kahi aap ki yade kahi Aap Milenge



NaZar AndaZ wO kiyE ja raHe hE
UNka hAr sitaM Hum diLpe liyE ja raHe hE
PatA nHi Q aati hE yAd unHi ki
JO Zakhm pE Zakhm diyE jA raHe hE


Jise Salika Nhi Dosti Nibhane Ka
Wo Dusmano Ki Adaye talas Krte He
Wo Pehle Krte He Zulmo Sitam Ki Paymaish
Fir Uske Baad Wafa Talas Krte He



"Me tod leta agar wo GULAB hoti.
Me Jawab banta agar wo SAWAL hoti.
Sab jante hain me Nasha nhi karta,
Fir bhi pi leta agar wo SHARAB hoti."



Wo Mil Jate Hai Kahani Bankar
Dil Me Bas Jate Hai Nishani Bankar
Jinhe Hum Rakhte Hai Apni Ankho Me
Kyu Nikal Jate Hai Wo Pani Bankar.



Muskan apni tum ek bar de do,
khwab me hi deedar de do,
bas ek bar kar do aane ka vada,
fir chahe jeevanbhar ka intezar de do.



Aap nahi to zindagi me kya rahega
Door tak tanhaiyon ka silsila rehega
Har kadam pas sath chalna mere dost
Warna aapka ye dost tanha rehe



Kaash
ye
fasle
na
hote

Kash
hum
dur
na
hote

Kash
aap
or
hum
sath
hote

to
to
to
to
SMS ke paise bach jate




Ek baat dil se batana

is
kalyug
me
aakar
tumne
aisa
konsa
acha
k am
kiya
jo
tumhe
mujh jaisa acha dost mila

batana jarur




Galiyo ki hawa jism ki dava ban gyi
Duri unki meri chahat ki saja ban gyi
Kaise bhulu unhe 1 pal k liye
Unki yaad jine ki vajah ban gyi



Kagaz p humne zindagi likh di
Ashkon se sench har khushi likh di
Dard jub humne ubahra lafzo me
To logo ne kha wah kya Gazal ban gyi

No comments: