Sunday, August 17, 2008

Ek mulakat kro humse inayat samajh kr
Hr chiz ka hisab dengeAmanat samajh kr
MeriDosti pr kbhi shak mt krna
HumDosti b krte h ibadat samhkr



Jamane seAlag aapMe sharafat dkhi h
Aap k dil me khub mohabbat dkhi h
Aap insan ho ya koi farishte
AapKI dosti me khuda ki ibadatDkhi h



Mohabbat ko majburi ka naam mat dena
Haqeekat ko hadso ka naam mat dena
Agar dil me ho pyar kisikeliye,
Usse kabhi dosti ka naam mat dena



Zindagi me kuch sapne saja lena
waqt me kuch arman Jaga lena
hum ap ki rahon se har dard ko chura lenge
jab chaho ap hume aazma lena



Na koi pal raat hai
Na koi pal sham hai
Hamara har lamha aapke naam hai
Ise sirf sms na samajhiyega
Hamari taraf se aapko subah ka salam HAI



Hum to kuch na the aap ne bna diya
Itna pyar diya ke jeena sikha diya
Dard lekar hum aaye the akele
Aap mile to har gum bhula diya..




PalPal sanse khatmHo rhi h
Zindagi maut k pahluMe so rhi h
Us bewafa seNa puchna meri maut ki vajah
WoBus jamane ko dikhane k liye ro rhi h



Dosti k phul hr mausam me khilte h
Dosti k badal hr mausam me baraste h
Hum aapko sms bheje ya na bheje
Lekin yaad hr roz krte h.



Aj unko mene KHAFA kar diya
Aisa laga ki khud se daga kar diya
Une kese manau sochte rahe din bhar
Aaj ansuo ne bhi ane se mana kar diya



Chahnewalo kabhi apna b jamana tha
Sara saher kabhi apna b diwana tha
Tum to karte ho dosto se dosti
Apna to dushmno se b yarana tha



Ye zindgi ek moHmaya He,
Jeevan me sukH kisne paya He
ek Hum He jo bHulte nai apko
Aur ek ap he jo keHte Hai fir kambkHT ka msg aya Ha



Rulane wale aakhir hume rula denge
Zeher deke gehari neend sula denge
fir b koi gum n hoga hume
Dard to tab hoga jab aap hume bhula denge



HUM WO NAHI JO KAHANI BAN JATE H
NA WO JO ANKH KA PANI BAN JATE H
HUM JUB KISI KI ZINDAGI ME AATE H
TO USKI ZINDAGANI BAN JATE H



Har Khushi Me kuch n Kuch Kami Rahegi
Ankhein Thodi Shabnami Rahegi
Zindgi Ko Aap Kitna Bhi Sanwariye
Bin Hamare Koi Na Koi Kami Rahegi



Har dil ka 1 raaz hota hai,
Har baat ka 1 andaz hota hai,
Jab tak na lage Bewafai ki thokar,
Har kisi ko apni pasand pe naaz hota hai

No comments: