Monday, September 29, 2008

Doriyon s fark nhi pdta h
Bat to dilo k nzdikiyo s hoti h.
Dosti aap jaise kuchh khas logon s h
Varna mulaqat to roj jane kitno s hoti h.


PAISA
aayega jayega,
SUKH
aayega jayega,
CHINTA
aayegi jayegi
PYAR
aayega jayega,
LEKIN
is DOST ka
SMS
To
aayega
hi
aayega.



Dil ko dukhane me waqt kitna lagta hai
ansu bahane me waqt kitna lagta hai
logo ko hamari yad aati hi nhi
warna 1 msg karne me waqt hi kitna lagta hai



Pyar kiya to unki Mohabbat nazr aayi
Dard hua hame palkein unki bhar aayi
Do dilon ki dhadkano me ek baat nazr aayi
dil to unka dhadka,par aawaj is Dil se aayi



Dil Dhadkta Hai Par Awaj Nhi Aati
Har Kisi Ko Khusi Ras Nhi Aati
Ye To Apne-Apne Nasib Hai
Koi Bhulta Nahi or Kisi Ko
Yaad He Nahi Aati


Kya zamana tha, hum roz mila karte the
Raat bhar chaand k humraz fira krte the
Dekhkr jo chupchap guzar jate hai
Kabhi us shakhs ko apna Dost kaha krte the



Jo mere shahar me roshni laye honge
Us chirago ne kai ghar bhi jalaye honge
Hath uske bhi yakinan huye honge jakhmi
Jisne kaante meri raaho me bichaye honge



Is duniya mein dost kam milenge
Is duniya mein Gham hi Gham milenge
Jaha duniya nazar fer legi us
mor pe dost tumhe Hum Milenge



Chalti nahi duniya kisi k ane se
rukti nahi duniya kisi k jane se
dost to sab ko mil jate hai par
vishwas ka pata chalta hai dosti nibhane se.


Kadam kadam pe baharon ne sath chhoda,
Zarurat padne par yaaron ne sath chhoda,
Waada kiya sitaron ne sath dene ka,
Subah hone par sitaron ne bhi sath chhoda

No comments: