Saturday, August 16, 2008

Zindagi Me Hamesha Naye Log Milenge
Kahin Zyada To Kahin Kam Milenge
Aitbaar Zara Soch Kar Karna
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge


Najuksi Chot Se Shisha Na Tute
Choti Choti Batose Apna Na Ruthe
Thodisi B Fikr He Agar Aapko Hamari
To Kosish kijiyega Rishtoki Dor Na Tute


Chand adhura hai sitaroo k bina
Gulshan adhura hai baharo k bina
Samander adhura hai kinaro k bina
Jeena adhura hai aap jese yaaro k bina


Bheeg jati hai palak tanhai me
darte rehte he ye koi jan na le
pasand karte hai baarish main chalna
taaki rote hue koi pehchaan na le


Ruth gaye Humare sab chahne wale
Ruth gaye Hume manane wale
Ab to mobile b Humse puchta hai
k Kaha chup gaye tujko roz SMS karne wale


Palak zuka kar Salaam krte he
Is DIL ki DUA Aapke Naam krte he
Kabul hoto sirf MUSKURA dena
Aapki 1 MUSURAHAT pe ye DIL kurban krte he


Bhool kar aapko jayenge kaha
Ek pal zameen par reh payenge kaha
Aapse hi muskurahat hai zindagi mein
Bina aap ke reh payenge kaha


D se Dil
D se Dosti
D se Dard
D se Dillagi
D se Diwangi

Pr

D se Duri
Itni na ho jaye ki

D se Dum
Nikal jaye
SAMJHE
D se Dear

No comments: