Saturday, October 11, 2008

Tumse Pyar Bahut Hai,
Ye Bataun Tumhe Kaise?
Tum Kismat Me Nahin Ho,
Is Baat Ko Manau Kaise?
Is Judaai Ka Gum Mitaun Bhi To Kaise?



Ek bas tu hi nahi mujhse Khafa ho betha
Maine jo sang tarasha vo Khuda ho betha
Shukriya e mere qatil
Zeher jo tune diya wo dava ho betha


Rulana har kisi ko aata he
Hasana kisi kisi ko aata he
Rula k jo mana le wo sacha YAAR he
Aur jo rula k kud b roye wo apka PYAAR he



Kismat Ki Baat Hai
kabhi Din Hai
kabhi Raat Hai
Kabhi Dhup Hai
Kabhi Barsaat Hai
SMS Ka Silsila Chalta rahega
Jab Tak Hum Sath h




Zakham jab mere sine k bhar jayege
Ansu Bmoti banker bikher jayege
Ye mat puchna kis-kisNe dhoka diya
Varna kuch apnoK chehre utar jayege



Kisi ki yado me aansu bahane se
dil ka dard kam nahi hota,
pyar to apni kismat me hota h
kisi ko chahne se koi apna nahi hota




Na Pyar Karo KisiSe,
Dil Kho Doge
Unki 1Galti Pe Tum Ro Doge
Sukh Chain Udana HoTo Dil Laga Lena
Is Gham Se Ubhar SakoTo Hame B Sikha Dena




Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta He
Tere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He
Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he



Zindagi me kabhi aise
mukaam aate he
Har Taraf seGamo ke
paigam aate he
Jab Khusiyan daaman
chhod deti he
Tab ye aansu hamare
kaam at



dard ye nahi ki ham kuch pa na sake
khud kabhi ji na sake use pa na sake
dard to itna hai ki mere khuda
jeete jee ham kabhi muskura na sake



Lekar hum dusro ke hasi kya kare jo apni nahi woh khusi kya kare isse to behtar hai marjana hume jab sath woh nahi to zindagi jeekar kyakare



Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho Gaye,
Tume Pas Bulaye Bahut Din Ho Gaye,
Kisi Din Achanak Chale Aao Tum,
Hume Muskraye Hue Bahut Din Ho Gaye


Tanhai Ka Usne Manzar Nhi Dekha,
Afsos Ki Mere Dil K Andar Nhi Dekha,
Dil Tutne Ka Dard Wo Kya Jane,
Wo Lamha Usne Kabhi Ji Kar Nhi Dekha



Sitare aasma me
chamakte he,

badal durse hi baraste
he,

hum bhi kitne ajib
he

aap dil me rahte he or
hum
mulakat ko taraste he

No comments: