Saturday, October 11, 2008

dekho to khwab hai zindagi
Padho to kitab hai zindagi
Suno to bayan hai zindagi
Par hum kehte hai dosto
"Hasten raho" to asan hai zindagi


Humse koi gila ho jaye to maaf karna,
Yaad na kar paye to maaf karna,
Dil se to hum aapko bhulenge nahi,
Ye Dil hi ruk jaye to maaf karna



Agar Kal Hum Na Bhi Rahe,
Humari Yadein Sada RaheGi,
Sirf 1 bar Nazre Utha K Chand Ko Dekhna,
Humari Dosti Ki Tasvir Chand Par Bhi RaheGi


Yu to yade purani nhi hoti
Pyar pana sbki kismat nhi hoti
Hum dil rakh aye he Un k dar par
Ye jante hue k Unki Nazrain Zame par nhi hoti



Dard Uthte he mgar Aah nhi krte
Kon Kahta he hm Wfa nhi krte
Akhir kyun nhi Bdalti Taqdeer Hamari
Kya Aap b hamare Haq m Dua nhi krte



UNKO jana tha wo chaleGye
HUMKO khona thahumne kho diya
Frk TO sirf itna tha ki USNE
zindgika 1 pal khoya or
humne 1 pal ME PURI zindag Ko


1 Muskaan Tu Mujhe Ek
Bar De De

Khawab Me Hi Sahi,Ek
Didar De De

Bas Ek Bar Kar Le Tu
Aane Ka Waada

Fir Umar bhar ka
intjar de de



Har nami me kuch kami
to rahegi
Ankhe thodi shabnami
to rahegi
Zindagi ko aap kitna b
saawariye
Bin hamare koi na koi
kami to rahegi



Ye Dil Jane Kya Kar Baitha
Mujhse Puche Been Faisla Kar Baitha
Toota Sitara Nahi Milta Is Zameen Par
Ye Chand Ke Liye Zid Kar Baitha



Tanhaiyo me muskurana ishq hai,
ek baat ko sab se chhupana ishq hai,
yu to nind nahi aati hume rat bhar,
magar sote sote jagna or jagte jagt



dil tujhe diya hain,
khud ko tere hawale kiya hain,
looot logi k aabaad karoge
itna yaad rakhna har mod pe hume yaad karoge



Jo Paas Na Ho wo Dil k karib Hote He
Jiske Paas APNE Na Ho wo sabse Garib Hote He
Jo Rakhte He APNAPAN aaPsa
Wo sabse KhushNasib H


Dilka Drd Batain B To Kese,
Ankh Ho Nm Inhe Hasain B
To Kese
Ye DilHe Hmara Samandar ka Sahil Nhi,
Likha he Tmhara Naam Ab mitaun b to kese



Kaanto ko chubna sikhaaya nahi jaata,phoolon ko khilna sikhaaya nahi jaata,
Koi ban jaata hai khud hi apna,kisi ko apna banaaya nahi jaat



Aaj kuch kami hai aapke bagair,
Na rang hai na roshni hai aapke bagair,
Waqt apni raftar se chal raha hai,
Bus dhadkan thami hui hai aapk



Jinhe dekhne k liye hum jiye ja rhe h
wo parde pe parda kiye ja rhe h
Tajjub h yaro hum abhi mare b nhi
or wo kafan pe kafan siye ja rhe hai



Ajnabi Galio Se Hm Gujra Nahi Karte
Darde Dil Kisi Ko Diya Nahi Karte
Ye Dosti Ka Rista H Tumse
Warna Itna Sms Hum Kisi Ko Kis Nahi Karte



Gum kabhi khatam Nahi Hota,
ye batane se kabhi kam Nahi Hota...
Ye to Humsafar Hai un tanha Dilo Ka,
Jin ke sath unka Humsafar Nahi Hota



Pehle Zindagi Chin li
mujhse, Ab meri maut
ka v wo fayda uthate
hain, Meri kabar pe
phool chadhane k
bahane, wo kisi aur se
milne jate hain



Zindagi chhoti aur
jina aasan h
Sath nibhana bari
mushkil bat h
Magar ye wada raha
Jab tak zindagi humare
paas h
Humari Dosti apke
sath hai



Mohabbat karo tu dhoka na dena
Pyar ko ansuo ka tohfa na dena
Dil se Roe koi aapki yaad mein.
Aisa kisi ko moqa na dena



Rulana har kisiko ata hai
hasana kisi kisiko ata hai
rulaa ke jo manaale wo saccha yaar hai
aur jo rula k khud roye wohi saccha pyar hai.
Tumse Pyar Bahut Hai,
Ye Bataun Tumhe Kaise?
Tum Kismat Me Nahin Ho,
Is Baat Ko Manau Kaise?
Is Judaai Ka Gum Mitaun Bhi To Kaise?



Ek bas tu hi nahi mujhse Khafa ho betha
Maine jo sang tarasha vo Khuda ho betha
Shukriya e mere qatil
Zeher jo tune diya wo dava ho betha


Rulana har kisi ko aata he
Hasana kisi kisi ko aata he
Rula k jo mana le wo sacha YAAR he
Aur jo rula k kud b roye wo apka PYAAR he



Kismat Ki Baat Hai
kabhi Din Hai
kabhi Raat Hai
Kabhi Dhup Hai
Kabhi Barsaat Hai
SMS Ka Silsila Chalta rahega
Jab Tak Hum Sath h




Zakham jab mere sine k bhar jayege
Ansu Bmoti banker bikher jayege
Ye mat puchna kis-kisNe dhoka diya
Varna kuch apnoK chehre utar jayege



Kisi ki yado me aansu bahane se
dil ka dard kam nahi hota,
pyar to apni kismat me hota h
kisi ko chahne se koi apna nahi hota




Na Pyar Karo KisiSe,
Dil Kho Doge
Unki 1Galti Pe Tum Ro Doge
Sukh Chain Udana HoTo Dil Laga Lena
Is Gham Se Ubhar SakoTo Hame B Sikha Dena




Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta He
Tere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He
Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he



Zindagi me kabhi aise
mukaam aate he
Har Taraf seGamo ke
paigam aate he
Jab Khusiyan daaman
chhod deti he
Tab ye aansu hamare
kaam at



dard ye nahi ki ham kuch pa na sake
khud kabhi ji na sake use pa na sake
dard to itna hai ki mere khuda
jeete jee ham kabhi muskura na sake



Lekar hum dusro ke hasi kya kare jo apni nahi woh khusi kya kare isse to behtar hai marjana hume jab sath woh nahi to zindagi jeekar kyakare



Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho Gaye,
Tume Pas Bulaye Bahut Din Ho Gaye,
Kisi Din Achanak Chale Aao Tum,
Hume Muskraye Hue Bahut Din Ho Gaye


Tanhai Ka Usne Manzar Nhi Dekha,
Afsos Ki Mere Dil K Andar Nhi Dekha,
Dil Tutne Ka Dard Wo Kya Jane,
Wo Lamha Usne Kabhi Ji Kar Nhi Dekha



Sitare aasma me
chamakte he,

badal durse hi baraste
he,

hum bhi kitne ajib
he

aap dil me rahte he or
hum
mulakat ko taraste he
Mere Dost Hi Nahi Meri Jaan Ho Tum,
Meri Har Dhadkan Mera Emaan Ho Tum,
Jiski Talash Thi Mujhe Janmo-Janam Se,
Wohi Khubsurat Armaan Ho Tum



TAronKo ginne vale hum naThe
Akele gun gunane vale hum naThe
yeto kisiki mahobatne adat lagadi
varna kisiko itna yaad karnevale hum nathe



kahi andhera kahi raat hogi
meri har khushi tere naam hogi
ek bar kuch maang kar to dekh
hothon pe hasi aur jindgi tere naam hogi


Na tarapta dil na roti Aankhain
Na labon pe naam koi or hota
Hum teri tamanna Q karte
Agar tere jaisa koi Aur hota



Baadal garaja magar barasaat nahi aayi,
Dil dhadaka magar aawaj nahi aayi,
Pura din gujarane ko hai dost,
Kya ek baar bhi meri yaad nahi ayi



jab koi khayal dilse takrata he
dil na chah kar b khamos reh jata he
koi sabkuch kehkar pyar jatata hai
koi kuch na kehekar v sabkuch boljat



dil tujhe diya hain,
khud ko tere hawale kiya hain,
looot logi k aabaad karoge
itna yaad rakhna har mod pe hume yaad karoge

Thursday, October 9, 2008

Zindgi Ka Raz Tanhai Me Pa Lya
Jiska B Gum Mila Apna Lya
Gum Hmara sunane Ko Jb N Mila Koi
To Rkha Aaina samne or Khudko Rula Diya


1Ajib sa Manzar Nazar Aata He
Har1 Katra samundar Nazar Aata He
Kaha Banau Me Ghar shishe Ka
Har1 K Hath Me Patthar Nazar Aata He

Tuesday, September 30, 2008

Bhula kr hame wo khush reh payenge
Sath nai 2 mere bad muskuraynge
Dua hi khuda se mere dost kabi dard na dena
hum to seh gaye wo tut jayeng



Shikwa nahi koi zindagi se
Magar ek shikayat khuda se zarur hai
Jazbaat kyun diye tune hame
Jab duniya me pyaar karna kasoor hai.



Sirf Itna Hi Kaha Hai Pyar Hai Tumse,
Jazbato Ki Koi Numayish Nahi Ki,
Pyar Ke Badle Sirf Pyar Manga Hai,
Rishte Ki To Koi Guzarish nahi ki.



Khali sheeshe bhi nishan rakhte hai
tute hue dil bhi armaan rakhte hai

jo khamoshi se guzar jaye
wo dariya bhi dil me toofan rakhte hai
Kisi khusnseeb ki takdir ho tum
khwabo se saji tasvir ho tum
aur kya kahe tumhari shan me
kisi k hatho ki sabse khubsurat lakir ho tum


Har mod ka koi mukam nhi hota
har rishte ka koi nam nhi hota
dil k roshni se dunda hai apko
warna aap jaisa dost milna asan nhi hota.


Ban sahara be-saharo ke liye
Ban kinara be-kinaro ke liye
Jo jeeye apne liye to kya jeeye
Jee sakke to jee hazaro ke liye



Guzre Huwe Waqt Ki Yaad Aati
Hai
Meri Aankhe Ashqon Se Bhar Aati
Hai
Khushi Gum Ban Jati Hai
Jab Aap Jaise Dost Ki Yaad Aati
Hai



HAme itna pyar mat karna ki
duniya me mashhoor ho jaye
aur na hi itna bewafa banana.....ki
hum duniya ko chhodne k liye majboor ho jaye

Monday, September 29, 2008

Itna hi Yad Rkhna Muje
Jese Kisi Kitab me
Bite Dino k Dost ka
1 Khat Pra hua Mile
Lafz Mite-2 Sahi
Rang Ura Ura sa ho
Lekin wo Ajnabi na ho.



Hum To Saath Saath Chaltey Hain
Rastey Bewafa Badaltey Hain
Tera Chehra Hai Jab Se Ankhon Main
Meri Ankhon Se Log Jaltey Hain



Ye Gum K Pyale Hme De Do
Hm Gumo Ka Samunder Liye Baithe H
Hme Bas Tere PYAR Ki Kami H
Waise To Hm Duniya K SIKANDER Bane Baithe H



Socha Tha Muskraenge Rone Ke Baad
Phir Wo Mil Jayenge Khone Ke Baad
Ye Sapna Hai Mera Toot Jayega Ek Din
Jo Aata Hai Har Raat Sone Ke Baad


Aapse khafa ho k hm jayenge kahan?
Aap sa sathi hm payenge kahan?
Dilko to kaise b samjha lenge hm
Lekin Aankho k aansu chupayenge kahan


Kitnon Ki Takdeer Badlni Hai Tumhe
Kitno Ko Rasto Pe Lana Hai Tumhe
Apni Hath Ki Lakiro Ko Mat Dekho
In Lakiro Se Aage Jana Hai Tumhe



Humne Bhi kisi ko pasand kiya tha
Raho me khade unka intezar kiya tha
Fark itna tha ki pyar woh humse nahi
Hum unse karthe HAI.



Mere Aanso Mere Ander Girte Hai
Jaise Darya Beach Samandar Girte Hai
Teri Yaadein Wo Tufaan Uthati Hai
Aik Aik Kar Ke Sare Manzer Girte Hai



Dosti karna hai to hum se karna,
kuch kahna hai to hum se kahna!
Jab dil ki baat zubaan pe na aaye.
Aankhen jhuka lena kuch na kahna.



Khuda Na kare Ki Kisi Ke Dil tute,
aur wo dard se karahane lage,
chand me dag isliye hua Ki shayad,
dharti ka koi aashiq use chahne na lage